Jai Tulsi Mata Aarti With Lyrics

Tulsi Mata Aarti is recited for the goddess Tulsi. In original Sanskrit, ‘Tulsi’ means “incomparable to” and usually refers to Lakshmi, Lord Vishnu’s consort.
Hence Tulsi is also known as Vishnupriya.
The tulsi plant – holy basil – is an important symbol of Hinduism and is regarded as the holiest of plants. It is extremely common in Hindu households for the tulsi plant to be front and centre in the courtyard.
Enjoy this Tulsi Mata aarti with full lyrics below.
Jai Tulsi Mata Aarti Lyrics & Video
Tulsi Mata Aarti Lyrics In English
Jai Jai Tulsi Mata, Sab Jag Ki Sukh Daata
Sab Yugon Ke Upar, Sab Logon Ke Upar
Ruj Se Raksha Karke Bhav Trata
Jai Jai Tulsi Mata
Batu Putri He Shyama, Sur Bali Hai Graamya
Vishnu Priye Jo Tumko Seve, So Nar Tar Jaata
Jai Jai Tulsi Mata
Hari Ke Sheesh Viraajat Tribhuvan Se Ho Vandit
Patit Jano Ki Taarini, Tum Ho Vikhyata
Jai Jai Tulsi Mata
Lekar Janam Vijan Mein Aayi Divya Bhavan Me
Maanavlok Tumhi Se, Sukh Sampati Paata
Jai Jai Tulsi Mata
Hari Ko Tum Ati Pyaari Shyaam Varun Kumari
Prem Ajab Hai Unka Tumse Kaisa Naata
Jai Jai Tulsi Mata
Jai Jai Tulsi Mata, Sab Jag Ki Sukh Daata
Sab Yugon Ke Upar, Sab Logon Ke Upar
Ruj Se Raksha Karke Bhav Trata
Jai Jai Tulsi Mata
Tulsi Mata Aarti Lyrics In Hindi
जय जय तुलसी माता
सब जग की सुख दाता, वर दाता
जय जय तुलसी माता ।।
सब योगों के ऊपर, सब रोगों के ऊपर
रुज से रक्षा करके भव त्राता
जय जय तुलसी माता।।
बटु पुत्री हे श्यामा, सुर बल्ली हे ग्राम्या
विष्णु प्रिये जो तुमको सेवे, सो नर तर जाता
जय जय तुलसी माता ।।
हरि के शीश विराजत, त्रिभुवन से हो वन्दित
पतित जनो की तारिणी विख्याता
जय जय तुलसी माता ।।
लेकर जन्म विजन में, आई दिव्य भवन में
मानवलोक तुम्ही से सुख संपति पाता
जय जय तुलसी माता ।।
हरि को तुम अति प्यारी, श्यामवरण तुम्हारी
प्रेम अजब हैं उनका तुमसे कैसा नाता
जय जय तुलसी माता ।।